top of page
Search
  • Writer's pictureAkshay Sharma

Tujhko Jo Paya (Mere Bina)

Updated: Dec 9, 2022




(Amaj7)

Mere Bina main, rehne laga hoon


(Bm/A)

Teri hawaon mein, behne laga hoon

(Amaj7)

Jaane main kaise. Tera hua hoon


(Bm/A) (D) (E)

Mujhe to lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon, haan


(A) (D) (E) (A) (D) (E)

Tujhko jo paaya, ahan. To jeena aaya


(F#m7) (Amaj7)

Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye


(Bm/A) (E)

Hum dono ke darmiyaan


(A) (E) (D) (A)


(Amaj7)

Pehle se zyada, main jee raha hu


(Bm/A)

Jabse main tere, dil se juda hoon


(Amaj7)

Rahon pe teri, main to chala hoon


(Bm/A) (D) (E)

Tu meri manzil hai, tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan


(A) (D) (E) (A) (D) (E)

Tujhko jo paaya, ahan. To jeena aaya


(F#m7) (Amaj7)

Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye


(Bm/A) (E)

Hum dono ke darmiyaan


(A) (F#m7) (D) (E)

Teri nazar mein nayi si adaa hai


(D) (E)

Naya sa nasha bhi ghula hai


(A) (F#m7) (D) (E)

Kayi dinon se bandha tha baadal jo


(D) (E)

Tere hi baalon mein khula hai


(A) (E)

Teri hadon me meri basar hai


(D) (A)

Ab tujhe bhi. Jaana kidhar hai


(Amaj7)

Jahan rahe tu main wo jahan hoon


(Bm/A)

Jise jiye tu main wo sama hoon


(Amaj7)

Teri wajah se, naya naya hoon


(Bm/A) (D) (E)

Pehle kaha na maine, ab ye tumse kehne laga hoon



169 views0 comments

Recent Posts

See All
bottom of page