Akshay Sharma
Kabhi Kabhi Aditi

(Am)
Kabhi Kabhi aditi Zindagi ,
(Dm)
Mein yuhi koi apna lagta hai
(Am)
Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye to
(Dm)
Ek sapna lagta hai
(Am) (F)
Aise mein koi kaise apnne aasun ko behene se roke
(G)
Aur kaise koi soch de
(Am)
Everythings gona be ok
(Am) (Dm)
Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi na khushi aur na maza
(Am) (Dm)
Kabhi kabhi to lage har din muskhil Aur har pal ek saza
(Am)
Aise mein koi kaise muskuraye
(F)
kaise hasde kush ho ke
(G)
Aur kaise koi soch de
(Am)
Everythings gona be ok
(CM7) (G) (CM7)
Soch zara janejaa tujhko hum kitna chahte hai
(FM7) (G) (CM7)
Roote hai hum bhi agar teri aakhon mein aasun aate hain
(Am7) (FM7) (Dm) (A7)
Gana to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hain
(Dm) (G/B)
Hey aditi maana kabhi ,kabhi sare jahan mein andhera hota hai
(Bb) (Dm) (G7)
Lekin raat ke baad hi to savera hota
(Am) (F)
Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara
(G) (Am)
Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura